Pratite nas na:
|
Loading
|
Lyric info |
|
|
Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal - Bollywood Soundtracks |
Add by: | Plavusa |
Date: | 10/17/2008 04:00 am |
Today: | 0 |
All views: | 1411 |
|
|
|
|
|
Can |
|
|
|
|
|
|
|
More |
|
|
|
|
|
|
|
Video |
|
|
|
|
|
|
Lyric |
|
|
|
|
Bollywood Soundtracks - Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal - 2005
Ishq jaise hai ek aandhi,\ ishq hai ek toofaan\
Ishq ke aage bebas hai,\ duniyaa mein har ilzaam\
Ishq mein sab deevaane hain,\ ishq mein sab heiraan\
Ishq mein sab kuchh mushkil hai,\ ishq mein sab aasaan\
Dekho payaare, ye nazaare,\ ye deevaane, ye parvaane\
Hai ishq mein kaise gum\
Haay, tumse milke dil kaa\ hai jo haal kyaa kahein\
Ho gayaa hai kaisaa ye\ kamaal kyaa kahein\ tumse milke dil kaa hai\ jo haal kyaa kahein\
Ho gayaa hai kaisaa ye\ kamaal kyaa kahein\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum daa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum daa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum\
Dil to hai ek raahi jaanaa,\ dil ki tum manzil ho\
Dil to hai ek kashti jaanaa,\ jiskaa tum saahil ho\
Dil na phir kuchh maange jaanaa,\ agar tum haasil ho\
Dil to hai meraa tanhaa jaanaa,\ aao tum mahfil ho\
Ishq se hain saari Khushiyaan,\ ishq se barbaandi\
ishq hai paabandi lekin,\ ishq hi aazaandi\
ishq ki duniyaa mein yaaroo\ Khvaabon ki aabaadi\
Kho gayaa vo jisko manzil\ ishq ne dikhlaa di\
Dekho payaare, ye nazaare,\ ye deevaane, ye parvaane\
Hai ishq mein kaise gum\
Haay, tumse milke dil kaa\ hai jo haal kyaa kahein\
Ho gayaa hai kaisaa ye\ kamaal kyaa kahein\ Tumse milke dil kaa hai\ jo haal kyaa kahein\
Ho gayaa hai kaisaa ye\ kamaal kyaa kahein\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum daa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum\
Tumko poojaa hai,\ tumhaari hi ibaadat ki hai\
Hamne jab ki hai to phir aise\ mohabbat ki hai\
Hamne jab ki hai to phir aise\ mohabbat ki hai\
Dil meraa paagal hai jaanaa,\ isko tum bahlaa do\
Dil mein kyun halchal hai jaanaa,\ mujhko tum samjhaa do\
Mahkaa jo aanchal hai jaanaa,\ isko tum lahraa do\
Zulf jo baadal hai jaanaa,\ mujhpe tum barsaa do\
Jaanaa le ke jaan aayaa\ hai teraa ye deevaanaa\
Jaanaa tujhpe mit jaayegaa\ teraa ye parvaanaa\
Jaanaa mere dil mein kyaa hai,\ tune ye na jaanaa\
Jaanaa tujhko yaad aayegaa\ meraa ye afsaanaa\
Dekho payaare, ye nazaare,\ ye deevaane, ye parvaane\
Hai ishq mein kaise gum\
Haay, tumse milke dil kaa\ hai jo haal kyaa kahein\
Ho gayaa hai kaisaa ye\ kamaal kyaa kahein\ Tumse milke dil kaa hai\ jo haal kyaa kahein\ Ho gayaa hai kaisaa ye\ kamaal kyaa kahein\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum daa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum daa\
Dum taaraa dum taaraa\ dum taaraa dum taaraa\ |
|
|
|
|
|